Btc roulette Zindagi Maut Na Ban Jaye Sambhalo Yaaron Song Lyrics - Sarfarosh | Patriotic Hindi Song

Header Ads Widget

Zindagi Maut Na Ban Jaye Sambhalo Yaaron Song Lyrics - Sarfarosh | Patriotic Hindi Song

Zindagi Maut Na Ban Jaye Sambhalo Yaaron Song Lyrics - Sarfarosh | Patriotic Hindi SongZindagi Maut Na Ban Jaye Sambhalo Yaaron Song Lyrics - Sarfarosh | Patriotic Hindi Song

Zindagi Maut Na Ban Jaye Sambhalo Yaaron Song Lyrics - Sarfarosh | Patriotic Hindi Song | Sonu Nigam | Roop Kumar R

Song Info
Movie: Sarfarosh
Music Director: Jatin - Lalit
Lyricist: Israr Ansari
Cast: Aamir Khan, Sonali Bendre, Naseeruddin Shah

Best and heart touching Desh Bhakti Song for Republic Day and Independence Day. Zindagi Maut Na Ban Jaye Sambhalo Yaaron Song Lyrics written by Isar Ansari and this song belongs to Sarfarosh movie. This Indian Patriotic song sung by Amir khan and Alka Yagnik.

Zindagi Maut Na Ban Jaye Sambhalo Yaaron Patriotic Song Lyrics

Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Kho raha chaain-o-aman
Kho raha chaain-o-aman
Aa, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Kho raha chaain-o-aman
Kho raha chaain-o-aman
Aa, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shamaa
Dil mein jalaa lo yaaron, yaaron..yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron…


Ek taraf pyaar hai, chaahat hai, wafadari hai
Ek taraf desh mein, desh mein
Ek taraf desh mein, dhoka hai, gaddari hai
Bastiyaan saahmi hui, saahmaa chaman saara hai
Gam mein kyoon dooba hua aaj sabh nazara hai
Aag pani ki jaga abh jo barsayege
Leh lahate huey sabh khet jhulas jaayenge,
Jaayenge jaayenge
Kho raha chaain-o-aman
Kho raha chaain-o-aman
Aa, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Haan, kho raha chaain-o-aman
Kho raha chaain-o-aman
Haan, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron…


Chand sikko ke liye, tum na karo kaam bura
Na karo kaam bura, na karo kaam bura
Na karo kaam bura
Na karo kaam bura
Har burayi ka sadaa, hota hai anjaam bura
Har burayi ka hai bas,
Anjaam bura, anjaam bura
Anjaam bura, anjaam bura
Anjaam bura, anjaam bura
Jurm waalon ki kahan,
Umar badi hai yaaron..yaaron
In ki raahon mein sadaa,
Maut khadi hai yaaron..yaaron


Zulm karne se sadaa, zulm hi haasil hoga
Jo na sach baat kahey, woh koi buzdil hoga
Sarfaroshon ne lahoo de ke jise seencha hai
Aise gulshan ko ujad ne se bachaalo yaaron
Sarfaroshi ki shamaa
Dil mein jalaa lo yaaron, yaaron..yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Kho raha chain-o-amar
Kho raha chaain-o-aman
Mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shamaa
Dil mein jalaa lo yaaron


Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

Read More Lyrics

Post a Comment

0 Comments