Chura Ke Dil Mera 2.0 Song Lyrics - Hungama 2| Anmol Malik & Benny Dayal |Shilpa Shetty,Meezaan|Anu Malik - BENNY DAYAL Lyrics
Singer | BENNY DAYAL |
Movie | Hungama 2 |
Music | ANU MALIK |
Song Writer | RANI MALIK |
Churaake dil mera goriya chali
Udaake nindiyaan kahan tu chali
Paagal hua deewana hua
Paagal hua deewana hua
Kaisi yeh dil ki lagi
Churaake dil tera chali main chali
Mujhe kya pata kahan main chali
Oh manzil meri bas tu hi tu
Manzil meri bas tu hi tu
Teri gali main chali
Churaake dil mera goriya chali
Churaake dil tera chali main chali
Nasheeli nasheeli nigaahon ne loota
Adaaon ne ghayal kiya
Kabhi paas aake kabhi door jaake
Bada dard toone diya
Mere roop ka mere rang ka
Tere roop ka tere rang ka
Tere roop ka tere rang ka
Chhaaya hai mujhpe nasha
Churaake dil tera chali main chali
Mujhe kya pata kahan main chali
Hey akela hoon main bhi
Akeli hai tu bhi
Badi dilnashin raat hai
Tujhe main bata doon mujhe tu bata de
Jo labb pe ruki baat hai
Na koyi hai darr na koyi fikar
Na koyi darr na koyi fikar
Na koyi darr na koyi fikar
Aane laga hai maza
Churaake dil mera goriya chali
Udaake nindiyaan kahan tu chali
Oh manzil meri bas tu hi tu
Manzil meri bas tu hi tu
Teri gali main chali
Churaake dil mera goriya chali
Churaake dil tera chali main chali
Chali main chali
Chali main chali
0 Comments